Muslim Citizens
Hamary musalman hukmarano k apny mulazmen k sath baz raye is qadar bemisal thy k andza hota ha k in shehrion ko kiss tarh k haqoq-0-fraiz hasil hon gy maslan khalefa mamon 1 martaba shahr k kazi yahyah k sath bethy hue thy kisi Amar k lia mamon ny ghulam ko awaz di, ya wo dor tha k jb zarkhared ghulam apny apny aka k isharon pa chalty thy jb k yahan muamla 1 khalefa ka ha magar jwb Mai na koi bola na aya, mamon ny dobara awaz di! To 1 Turkish ghulam hazir hua aur aty he barbarny laga.”kia ghulam khaty pety ni ya soty ni? ” Jawab zra kisi zrort k Lia bahar gay to AP ya ghulam chilany lgty hain. akhir”ya ghulam” ki b koi had ha? Ya sun Kar mamon ny sir ghuka Lia aur kuch der k bad qazi yahya sy mukhatib ho Kar kaha” nek mizaji or khush ikhlaqi Mai. Ya Bari afat ha nokar or ghulam sharer or bad kho ho jaty Hain magar ya to ni ho skta in ko kho karny k Lia badmijaz ho jaun.
Muslims k hqoq-0-faraiz:
Mazhabi azadi
Qanon ki biladasti
Atat-0-farmabardari
Tahfez mumlikat main hisa
Izat-0-toqer
Nazam-e-haqomat main hissa
Tablegh kalmata alhaq
Mazhabi azadi
1 islami mumlikat main Tamam afrad ko ya haq hasil ha k wonaony mazhab par Kali tor par amal karny Mai Azad hon inhain is Kam main haqomat ki taraf sy kisi rukawat ya bandish ka samna na karna part is azadi ka matlb ya ha k rab-ul-izat ki tarf sy jo ibadat in par farz ki gar hain or in ki adaifi ki jae, nez fiqe Mai Jo mukhtalif sortain muhtaqaqen,muhadsen,mufasren Karam ny mukhtailf maqatib fiqr knhwaly sy bayan ki Hain.
Qanon ki biladasti
Qanon k hwaly sy ya bat madenaze rhy k Islam ny dunia ko 2 bahtren nizam qanon/ adalat dia ha Jahan har fard k haqoq-0-fraiz ka tahafuz dia jata ha.
Atat-0-farmabardari
Huqam ki Baja awri or Atat-0-farmabardari k silsily Mai tmam musliman shehrion par ya farz aid hota ha k wo Allah pak or is k rasol k bnae hue ihqamat ki sadaq Dil Sy pabandi karain.
Tahfez mumlikat main hisa
Islam main awalia ayam main ya qaida ha k jb b mumlikat ko jahad k mtahfez aqdasefreza ki adaegi k lia mujahedun ki zrort hoti h to ilan amm Kara dia jata tha aur mujahden apni hidmat mumlikat k hawaly Kar dety Hain .wqtbbadlny k sath sath is tarqe Mai tabdeli hoti gae.
Izat-0-toqer
Islami mushry main har fRd muaziz h har 1 ki apni apni izat ha ab har frd ki akni ikhlaqi kefiat ya chalan par munkhasir ha k koi frd muashry Mai zeada maqbol aam ha.
Nazam-e-haqomat main hissa:
IIslami mumlikat main khalefa ko baikhtiar bnaya gya ha lakin wo amor e mumlikat main seahosped ka Malik nhi h. is k upr zahen o faten 1 jamat majlis shorah ki shakal main mojod h Jin sy wo gahy bagahy mashwary b karta rhta h.
Tablegh kalmata alhaq:
Tmam musliman shehrion ki ya share or ikhlaqi zzemadari ya wo den Islam par pori tarh amal pera hon or is k bad is qalaehaq Jo dunia to pohnchain Jo is Sachi naemat sy mahrom Hain is silsily Mai infradi o ijtamae don’t tareqon ka baroe kar la Kar den Islam k mishan ko agy barhaya ja skta ha ha k dunia sy kufar o shirk k badal chat jain or har trf haq ka bol bala ho…