Fashion kya ha?
Kya app b kisi tariky sa fashion ki dunia ma majood hain?
Agar daikha jay to pehly jab ham daikhty thy ka koi boht zyada tyar ha ya koi aisa ha jisy ham bakio sa alag zahir kar sakhty thy uss ka style sa to ham bolty thy kay a banda fashion ka bary ma janta ha…….. ( kya app b aisa sochty thy?) ………
Lakin agar abi ham sochain to fashion sirf makeup karny ka nam ni ha bulky fashion har lahaz sa hota ha example… cloth, footwear, accessories , makeup .. kisi na kisi tariky sa ham fashion ki dunia majood hain . Ham sochty hain ka fashion wqt ka sath sath badalta ha ya bilkul sach ha ka ….. fashion wqt ka lahaz sa badalta ha.. fashion wqt ka alawa mosam ka sath b to badalta ha…
fashion har gender aur age ka logo ka liya alag ha women ka liya alag taran ha mens ka liya alag taran ka aur children aur young generation ka liya alag …..
agar daikha jay to ajj kal school college ya university ya kahin b daikha jay to larkiya jo hijab pehnti hain??
Hijab ki iss qadar types a gyi hain ka wo b fashion ka hisa ban gya kabi kabi mujy ya daikh ka khushi hoti ha aik islamic mulk ka farad hony ki wja sa atleast ham hijab to karty hain…
Mare khayal ma agar ham kapro ko daikhain to ya b fashion ha kaisy ??? agar ham salwar qameez pehnty hain to app sochain ka jab ham iss ko kharidny jaty hain to kaisy choose karty hain aur ab ham qameez ma short aur kabi long… aur ajj hamari salwar ma b variety a gyi ha….. ( ya to ab app smjty hi hain)… mtlb ka sirf jeans ya short ko hi ham fashion ni keh sakhty…..
Agar ham makeup ki bat karain to ajj kal sirf hamari womens hi ni boys b beauty parlour ma nzar aty hain…….
Aur ajj kal hamry pas footwear ki b iss qadar variety majood hain…..
Iss sab sa ya bat zahir hoti ha ka fashion hamari life ma kisi na kisi tariky sa asarandaz karta ha aur ham uss ka hisa ha…….